Om Jai Jagdish hare, Swami jai jagidish hare
Bhakt jano ke sankat, kshana mein door kare...Om...
Jo dhyavae Phai pave, dukh vinshe man ka
Sukh sampati ghar ave, Kashta mite tan ka...Om...
Maat pita tum mere, sharan gahun main kiski
Tum bina aur na duja, aas karun main jiski...Om...
Tum pooran Paramatma, tum anteryami
Paar Braham Parmeshwar, tum sab ke swami...Om...
Tum Karuna ke sagar, tum palan karta
Main sevak tum swami, Kirpa karo bharta...Om...
Tum ho ek agochar, sab ke pran pati
Kis vidh miloo dayamay, tumko main kumti...Om...
Deen bandhu dukh harta, tum rakshak mere
Apne hath uthao, dware para main tere...Om...
Vishaya vikar mitao, paap hero deva
Shardha bhakti barhao, Santan ki seva...Om...
Tan man dhan sab kuch hai tera, Swami sab kuch hai tera
Tera tjh ko arpan, keya lage mera...Hari Om Jai...
Shri Shyam Sunder ji ki Aarti, jo koie nar gave
Kaihet Shiva nand swami, man vanchhit phai pave...
Om Jai Jagdish hare, Swami jai jagdish hare
3 comments:
Whoa... What's this?
Spells of occult and black magick?
Ahahah... parang ganyan yung nabasa ko. hmmm?!
Shazam mcrey...wag masyadong maingay baka hindi tayo tanggapin sa kaharian ng kingdom cum...ba-va-boom !!!
Shazam mcrey...wag masyadong maingay baka hindi tayo tanggapin sa kaharian ng kingdom cum...ba-va-boom !!!
Post a Comment
help yourself bitch.